- Back to Home »
- April Fool
Posted by : RioZee
Monday, April 1, 2013
Inspired by Dr.Anunoy Da, I begin my poetry crusade.
day 1 April 2013,
April fool banane ka maza alag hai dosto,
kheese niporta milega wo prani,
jo taaza taaza tarin shikar bhaya, mere dosto.
Mere nayab dimag ki upaj ke aage,
kitne natmastak hue, kitne jhallaye.
Bach ke kahan jaayega O moodh prani,
kood ja samar me aur too bhi bana kisi ko Moorkhta ki nishani.
kya wo gujara zamana tha, yaad aata hai,
jab maine chipaka diya ek parcha, poonch ka,
peeth thokne ke bahane, jispe likha tha surkhion se,
main morkh no. 1, mujhe salaam karo.
Aise kitne umda umda taknikiyon ke maare,
Aaj bhi yaad jab aata hai, barbas ,
kameeniyat liye ek muskurahat,
tair jaati hai khaamosh palon me.

(Written for NaPoWriMo 2013 - 30 Poems in 30 Days challenge!)
"Aaj bhi yaad jab aata hai, barbas ,
ReplyDeletekameeniyat liye ek muskurahat,
tair jaati hai khaamosh palon me." - I guess we live with that only :(
it would have been a hell lot of fun to read it in hindi scripts :-)
and I'm really glad to have convinced/inspired you for 30 poems in 30 days run...
let's get busy in writing for 29 more days....
Thanks boss, i am all set now, lets see how it goes.
Delete